Breaking

Top 10 Way To Earn Money Online | Online Earn Money | Online Earning ke Top 10 Tarike

Top 10 Way To Earn Money Online | Online Earn Money | Online Earning ke Top 10 Tarike


Dosto Tech Ki Dunya website par hum aapko well come Kartay Hain. Friend aj ma apko Online Earning karny k bary ma batany wala hun kyu k ap sab log jantay hain k Pakistan ma gurbat bahut zyada hai aur pakistan ma jobs milna to bahut muskil hai. Kuch log to apna taleem Darmiyaan me is liya chor detay hain k unke Pas Paisa Nahi Hota aur kuch jagah par to graduation kiye  log bhi 10,000 tak ke monthly tankha me koi be chota bhara kaam karty hain. Ab kuch log soch laity  hain k wo online earning kasy kar sakty hain
To aj ma ap ko kuch online earning site aur easy online jobs k baray ma batanay wala hun. Agar ap ak student ho to par ma apko yah Mashwara dunga ka ap online earning karna Sikh lo Kyon kay Is se apka tajerba badega or ap acchi earning bhi kar sako gay per ap is earning say apni study mukamal kar saktay ho aur apnay ghar Walon Ke Bhi madad kar sakte ho

 Aur study Puri karny k bad ap ko jab tak koi job nahi mil jati tab tak ap online earning kar k apni family ke madad kar saktay ho aj Ma apko kuch aisa tarika batane wala hun jis say ap bina Koi kharcha kiye lakho rupay kama sako gay aur yeh ap kay work par depend karega k aap Kitna Paisa kamaty ho.

START ONLINE EARNING


1. ONLINE PRODUCT SALE: Dosto Yeh tareeka kafi accha hai aur is ma ap kam Work kar k zyada earning kar sakty ho lekhan is ma apko kuch investment be karna pard sakta hai Kyun kay is main aapko koi bhi old product saste Mein kharidna hai aur uskay ads online kasi be website par dene Hain is say apko acchi earning ho gai aur work be kam karna pady ga.

Example: ap 600rs ka koi old mobile buy kar k online kase be Wabsite ma 800rs ma sale karny ka add lagwa lo gay to apko 200rs  commission mily ga

2. PHOTO SALE: Friends aj hazaro company hain jo photo stock rakhte hain aur har photo ka photo ke quality k hishab say pay be kar rahi hain. Dosto  agar ap ko be photography ka shok hai to per ap be mukhtalif companys ko photo sale kar k 20% say 80% tak commission kama saktay ho is kay liya ap ko kise be photo stock karnay wali company ke site ma singup kar lena hai aur us ma apni click ke gai photo ko upload karna hai.

Example 2Site link:
www.shutterstock.com
www.istockphoto.com

3. ONLINE WORKING: Dosto is kam ma ap ko kuch  mehnat karna hoge.is ma Work karny k liya apko jis company k liye kam karna  hai apko paly company ka online tast dena hoga per ager ap pass ho gay to ap apni Marzi ka kaam kar kay earning kar saktay ho aur bhai yah bina investment k kiye gai acche earning ho gai aur yah easy tareeka be hai.

Side link: www.elance.com

4. YOUTUBE EARNING: Dosto YouTube ka name to apne zarur suna he ho ga par dosto kya ap yah be jantay ho k YouTube say log lakho kama rahy hain aur ap be kama sakty hain is k liye ap ko bas YouTube par account banana hai aur os say ap YouTube par video upload kar sako gay video bana kay upload karnay say ap ko earning ho gai jitnay log ap ke video ko watch kary gay utne he ap ko earning ho gai.

Youtube site link: www.youtube.com

5. BLOGGING:  Friends blogging online earning ka Sab say accha platform mana jata hai par is k liya apko kafe mehnat aur thode sarmaya kare be karne padte hai aur jab ap is may Kamyab ho gatay ho to per  par day hazaro rupay kama saktay ho. meray khyal say online earning ka yah Sab say accha tareeka he jis say ap bhot earn kar sakty ho.

Side link: www.blogger.com

6. APPLICATION AND SOFTWARE: Dosto Online Earning Apps Aur software ham sab log use kartay hain aur agar ap log chahay ho to is say be earning kar saktay ho agar ap app banana Sikh jatay ho to per ap log application bana kar playstore par application daal kar lakho paisay kama saktay ho aur is may earning karny k 2 tarekay hain.

No1. Ap Application may ads laga kar earning kar sakty ho.
No2. Ap Application sale kar k acchi earning kar sakty ho.

Side link: www.androidcreator.com

7. AFFILIATE MARKETING: Dosto Is may Sab say zyada earning kay option hotay hain maslan ap log kisi be company ka Koi be product yani cheeze online sale kartay ho to ap ko acchi income ho gai par sale ap ko commission milta hai aur is may ap ke payment be %100 safe rahte hai aur is may Koi risk be nahi hota

Example: Dosto agar ap log 3 mobile 30,000 may sale kar tay ho aur apka commission 5% hai to per be  apki earning 1500/ tak ho jaye ge.

Side link
www.amazon.com
www.flipkart.com
www.ebuy.com
Etc

8. LINK SHORTENER: Dosto yah kam bina investment k kar sakty hain lakin is kam may zyada earning k liye acche mehnat ki zarurat hai kyukay is may company k kasi be link ko short  link kar k ap nay apnay friends aur whatsapp group facebook page aur etc Ko share karna ho ga is say jitnay log ap ke us link par click karegay company apko autne he payment day ge.

9. REFERRAL  FRIENDS: Friends aj kal Online earning karny k liya yah be bhot accha tareeka hai dosto is may apko kise be application yah Wabsite may apnay friends ko invite karwana hota hai aur website apko uske payment day ge aur kuch apps Is Tarah Ke bhi hain jis may ap ko kuch apps apnay friends ko download karwani hain is par be apko paisay milegay.

Example: Champcash

10. DOMAIN SALE: Dosto yah work be thoda investment wala hai is may apko kuch professional aur acchi domain purchase karne ho ge aur apko wo domain kharidne hai jis ke Aanay Walay time may zyada demand Ho is may ap 199/ domain bay karty ho aur kise be  company ko apke bay ke gai domain chahiye ho tab he to apko acchi payment day k wo Company domains lay leti hai  tab be ap bahut acchi income kama saktay ho.

Online Earn Money: Friends aj  apko (10) online earning k tarikay bateye hain jin say kaafi log lakho ke earning kar rahay hain aur ap be kar saktay hain bas apko start may bahut mehnat karna padegi bad may ap bhot acchi earning karna start kar do gay apko online earning ka hmara article kaisa laga ap hamein comment kar k zarur batana.

Thanks for read

No comments:

Post a Comment